(Now adding Hindi Movie dialogues to site. These are the dialogues we like to here again and again. ). So starting with "Once upon a time in Mumbai Dialogues"
"Jab Dost Banake Kaam Ho Sakta He Pathan Bhai , To fir Dushmani Kyu kre ? "
"Kuchh Mahenga Nahi Mila to Saste ko hi mahenga bana diya"
Aankhe khulli rakho to anshu bhi kaale aur bandh karo to sapne bhi kaale
Aaj Ka Kam Kal pe Chhodunga to Aaj Bura Maan Jayegi
Julm ke raste kitne Makhamali hi kyu na ho sir , Khatam to jail ke kambal me hi hote hai
Raste Ki parvah karunga to Manjil Bura maan jayegi
Ladkiyo ki yahi aadat to buri he , sach kahete ho to kaheti he bana rahe ho aur banao to sach man leti hai !
Mai Un chijo ke smagling karta hu, jinki ijazat sarkar nahi deti,Un chizo ko nahi, jiski ijazat zameer nahi deti.
Dua Mai Yaad Rakhana
Don't Forget to Share
एक टिप्पणी भेजें